Yaadon
Main kitni dafah tumara dard pukarta raha,
Magar
kya karoon mujhse hi aaya nahin gaya,
Ek
gham jo diya ta maintain,
Mujhse
Bhulaya Na gaya.
Us
Roz main Yahaan se gaya tha yeh soch kar,Ki loat aaoonga,
Ek
Waada kiya ta tumse nibah jaoonga,
Magar
Saayad us waqt zindagi ko yeh manzoor nahin tha.
Wanah
main is kadhar bhi majboor nahin tha.
Haan
waqt hai, Haan waqt hai abhi,
Lakin
yeh wadah hai kudh se ki tumhare saamne aaoonga
Tumhare kiya who har shiqwaa mitaa jaaoonga,
Yakeen
dila dungaa ki buraa tha par itna bhi nahin,
Warna
tumhara har ilzaam apne sir ootaloonga,
Jo
kar paaya,magar itna bhi nahin..