Jab kisii ki aankon main aapko apna chera nahin apna Wajood nazar aaye,
Woh Pyaar Hota hai
Kisi ki Dil ki baat bina kahe aapke zubaan pe aajaaye,
Woh Pyaar Hota hai
Bina Wajah jab aapke Haath kisiki Dua ke liya utteain haib,
Woh Pyaar Hota hai
Ek Anjaani kushi ke liya aapka Dil rota ut parta hai,
Woh Pyaar Hota hai
Jab Aankein bandh karne ke baadh kisii ka Xhera Sheeshain ki tarah Saaf Nazar Aaye,
Woh Pyaar Hota hai
Ab Dheera se apni Aankein Bandh kijiye aur bataayain,Kiska Cheraa Dikhtaa Hai.
Ab Boliya kiska Cheraa Dikaa.